Roman script

aaj hadtal hai yaro ye uski tal hai yaro 

jise kuch kam nahi hai jiska koi nam nahi hai

jo dange karwata hai jo bande marwata hai

use pakdo aur pito pito use galiyo me ghasito 

kahin gujrat band chhe kakhi bangal band hai

kahin maharasatra band hai kilbil kilbil kilbil

ab ye nara kro bulnd band kro ye sare band

tak dhin tak dhin tak tak dhin tak dhin tak

tak dhin tak dhin tak tak dhin tak dhin tak

mai shubh hu ye hai chintak hum sabke hai shubhchintak

shubhchintak chitak chintak tak dhin tak dhin tak 

tak dhin tak dhin tak

achhi surat wala to abhineta ban sakta hai

jise kuch bhi nahi aata hai wo abhineta ban sakta hai

tak dhin tak dhin tak tak dhin tak dhin tak

tak dhin tak dhin tak tak dhin tak dhin tak

mai shubh hu ye hai chintak

hum sabke hai shubhchintak

shubhchintak chitka chintak tak dhin tak dhin tak 

tak dhin tak dhin tak

is desh ke wo dushman hai hadtale jo karwaye har mal

chhupake ghar me jo har mal ka bhav badaye

hum hai wo akal ke purje har jagha jo fit ho jaye

jo gane hum gate hai ji  wo gane hit ho jaye

oye hit hai tak dhin tak dhin tak 

tak dhin tak dhin tak tak dhin tak dhin tak 

tak dhin tak dhin tak mai shubh hu ye hai chintak 

hum sabke hai shubhchintak shubhchintak chitka chintak

tak dhin tak dhin tak tak dhin tak dhin tak

Explore this song