Roman script

noore khuda karam ki nazar ho

maula meri dua mein asar ho

haale dil ya nabi haale dil ya nabi 

aapke saamne sar jhuka kar 

kahenge hum tajdare haram

tajdare haram ho nigahe karam ho karam

tajdare haram tajdare haram

hum gareebo ke dil bhi sawar jayenge 

hami ye bekasan kya kahega jaha

aap ke dar se khaali agar jayenge

tajdare haram tajdare haram

nure dil hain sukun

sun lo araj nabi ji khudara

koi nahi jahaan mein humara

khamoshiyon ki sun lo sadayein

dil ne mere hai tumko pukaara

aapne ne bhi agar na humari suni

ye batao kahaan jaayein hum

tajdare haram tajdare haram

ho nigahein karam ho karam

tajdare haram o tajdare haram

ab to chehre se parda hata dijiye

darde dil ki dawa kijiye

aapke haath mein hai meri zindagi

ab mita dijiye ya bana dijiye

usko kaise satayenge duniya ke gham

aap jaisa mila ho jise mohtaram

meri sun lo sada ae mere mustafa

hone se pehle ab aankh numm

tajdare haram ho tajdare haram

ho nigaahe karam ho karam 

tajdare haram ho tajdare haram

Explore this song