Roman script

haq mein jinke the hum dua kar rahe

gairo ki baho mein wo maza kar rahe

tabah kar gaye tabah kar gaye

haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

tabah kar gaye tabah kar gaye

haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

mujhko seene se wo laga kar

ishq itna jo tha jataya

jo bhi tha sab jhoot fareb tha

apne bare mein jo bataya

allah allah ye kyun hum gunah kar gaye

kaise ek bewafa se wafa kar gaye

tabah kar gaye tabah kar gaye

haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

tabah kar gaye tabah kar gaye

haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

subah kaha hoti hai hai tumhari

raate kaha tum bitate ho

sharm se aankein jhukti nahi kya 

gair gali jab jaate ho

subah kaha hoti hai hai tumhari

raate kaha tum bitate ho

sharm se aankein jhukti nahi kya 

gair gali jab jaate ho

o yara nazro se teri hume allah bachaye

samne maut aaye par tu phir na aaye

ishq ishq ye ishq ishq

haan jannat sa hai ishq ishq

gar tere jaisa yaar mile toh

sabse bura hai ishq ishq

ishq ishq ye ishq ishq

haan jannat sa hai ishq ishq

gar tere jaisa yaar mile toh

sabse bura hai ishq ishq

tabah kar gaye tabah kar gaye

haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

tabah kar gaye tabah kar gaye

haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

Explore this song