Roman script

kyun mujhse khafa tu hai mere khuda

diwane se tere kya ho gayi khata

jo ho gaya juda jo ho gaya juda

ho jaunga tabah ho jaunga tabah

ho jaunga tabah

kyun mujhse khafa tu hai mere khuda

deewane se tere kya ho gayi khata

jo ho gaya juda jo ho gaya juda

ho jaunga tabah ho jaunga tabah

ho jaunga tabah

kyun tere bin rehta hai ye din

mujhse yun rootha huaa

kyun saari raat mujhko ye chaand 

lagta hai toota huaa

na meri ye zameen na mera ye aasmaan

deewane se kya ho gayi khata

kyun ho gaya juda kyun ho gaya juda

ho jaunga tabah ho jaunga tabah

ho jaunga tabah

Explore this song