Roman script

jasbe hua hai ye acha sa lagta hai

dil ho gaya fir se bacha sa lagta hai

ishq rago mein jo behta rahe jake

kano mein chupke se kehta rahe

tare gin tare gin soye bin sare gin

ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye

jasbe hua hai ye acha sa lagta hai

dil ho gaya fir se bacha sa lagta hai

ishq rago mein jo behta rahe jake

kano mein chupke se kehta rahe

tare gin tare gin soye bin sare gin

ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye

roko ise jitna mehsus ho ye utna

dard zara sa hai thoda dawa sa hai

ismein hai jo taira wo hi to duba hai

dhokha zara sa hai thoda wafa sa hai

ye wada hai ya irada hai

kabhi ye zyada hai kabhi ye aadha hai

tare gin tare gin soye bin sare gin

ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye

Explore this song