Roman script

oo ho jhut ka mol hai kya sach ki hai kimat kitni

dekhna chaho to bazar me aake dekho

oo falsafo se kaha aati hai samjh me duniya zindagi kya hai

kitabo ko hata ke dekho takat hai jiske pas

takat hai jiske pas adalat usi ki hai

takat hai jiske pas adalat usi ki hai

dolat hai jiske pas arey dolat hai jiske pas

sharafat usi ki hai dolat hai jiske pas

sharafat usi ki hai

duniya se agar daroge to duniya satayegi 

duniya se agar daroge to duniya satayegi

jitna koi dabega ye utna dabayegi

arey jitna koi dabega ye utna dabayegi

tum sar uthaoge to ye sar ko jhukayegi

sar ko utha ke jo chale ha sar ko utha ke jo chale  

ijat usi ki hai ha sar ko utha ke jo chale 

ijat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai

kismat hai ek fareb fareb kismat hai ek fareb 

garibi hai ek gunah arey hosla jis dil me hosala hai

jis dil me hosala hai wahi dil hai bepanah bepanah

bepanah bepanah bepanah jis dil me hosala hai

wahi dil hai bepanah koi fakir hai lo yaha

koi badsha, arey himat hai jiske pas

arey wah bhai himat hai jiske pas hukumat usi ki hai

himat hai jiske pas hukumat usi ki hai

takat hai jiske pas adalat usi ki hai

ho oo milti hai ramchandar ko vanwas ki saja

pita ko jo salib de ye wo samaj hai

oo ho kisse kahaniya hai ahinsa ke sare bol

gandhi ko katal karne ka ab bhi riwaj hai

sachayi aag hai is aag me na jal

sachayi aag hai is aag me na jal

teda samaj hai sidhi dagar na chal

teda samaj hai sidhi dagar na chal

takdir kuch nahi takdir to badal

kismat jo khud banaye ha kismat jo khud banaye

ye kismat usi ki hai kismat jo khud banaye

kismat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai

dolat hai bepanah to takat hai bepanah

dolat hai bepanah to ijat hai bepanah

dolat hai bepanah to takat hai bepanah

dolat hai bepanah to ijat hai bepanah

dolat hai bepanah to shoharat hai bepanah

himat hai bepanah takat hai bepanah

jo badke khud utha le ha ha

jo badke khud utha le ye dolat usi ki hai

jo badke khud utha le ye dolat usi ki hai

takat hai jiske pas adalat usi ki hai

takat hai jiske pas adalat usi ki hai

Explore this song