Roman script

lalat lal lambita prachand deh vajr hai

rann me jaise yam koi samhar hetu vyagra hai

aarudh astra hai adamy yajab vadab sadhnam

lahu luhan lakshya bhi kar raha sarhana

kitne kesh kaat kar katar kar gayi kahar

dekh veer veerta bhay ki daudti lahar

dekh veer veerta bhay ki daudti lahar

daye kabhi hai damini vaam kar me naal hai

sikhal sharm shar se baksh ye vishal hai

gaj garaj te garud gati megh si lalkar hai

rakt rang tarang rache aisa rachnakaar hai

saral yu hai veer gati vardaan jaise koi

aan pe amaritv ka arman jaise koi

aan pe amaritv ka arman jaise koi

sinh sa paridrashya hai sinhasan saj raha

ujh pranav prabhat sa tame ko dhame jach raha

char chalte charmaraye charm chalit paduka

drishti sangto mahi maan mukh beyar ka

hai bhala chatur wo aake inke bair de

kar le ye niaschay agar aakash apni khair le

kar le ye niaschay agar aakash apni khair le

Explore this song