Roman script

taal pe jab, yeh jindgani chali 

taal pe jab, yeh jindgani chali

hum hain deewaane 

hum hain deewaane, yeh kahaani chali

taal pe jab, yeh jindgani chali 

taal pe jab, yeh jindgani chali

hum hain deewaane 

hum hain deewaane, yeh kahaani chali

teri najar ki dhup hai, jisne mujhko rup diya hai

nikhar gayee hu sawar gayee hu, jabse pyaar kiya hai

teri najar ki dhup hai, jisne mujhko rup diya hai

nikhar gayee hu sawar gayee hu, jabse pyaar kiya hai

sach to yeh hai sanam, hai yeh tera karam

hosh saara gavaan ke deewani chali

taal pe jab, yeh jindgani chali

taal pe jab, yeh jindgani chali 

hum hain deewaane, yeh kahaani chali

sach kehta hu maine jabse, thaama hai yeh aanchal

meri duniya mein har pal hai, jaise koi hulchul

sach kehta hu maine jabse, thaama hai yeh aanchal

meri duniya mein har pal hai, jaise koi hulchul

sapne sajne lage, saaj bajane lage

badlaa mausam hawa jo suhani chali

taal pe jab, yeh jindgani chali

taal pe jab, yeh jindgani chali 

hum hain deewaane yeh kahani chali

Explore this song