Roman script

ae khuda tu thodi si rehmat kar

is dard pe mere inaayat kar

ab usse mujhe milade tu

is kaid se mujhko riha karke

main taj firu

teri yaad mein teri yaad mein

firta raha main har dar badar

har lamha mujhko tadpa raha

ruk si gayi thi jab ye nazar

jab taj tu nazar aa raha

firta aa o o

firta raha main har dar badar

har lamha mujhko tadpa raha

ruk si gayi thi jab ye nazar

jab taj tu nazar aa raha

jaan nisaar karu tujhe pyaar karu

teri yaad mein teri yaad mein

main taj firu teri yaad mein

ae khuda tu thodi si rehmat kar

is dard pe mere inaayat kar

ya usse mujhe milade tu

ya taj mein mujhko fanaa karde

intezaar karu teri raah taku

teri yaad mein teri yaad mein

teri yaad mein main taj firu

teri yaad mein teri yaad mein

ghar aaja aaja ghar aaja aaja

ghar aaja aaja mere saajna

Explore this song