Roman script

ta deem tana deem ta deem deem deem

kah do koi bedardi se jake 

kahta hai jo aaj ka mausam

ta deem tana deem ta deem deem deem

kah do koi bedardi se jake 

kahta hai jo aaj ka mausam

ta deem tana deem ta deem deem deem

wai jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

teri ek najar me tha kya asar

tujhe kya pata tujhe kya khabar

teri ek najar me tha kya asar

tujhe kya pata tujhe kya khabar

jane kab se mere pyare sitamgar

jane kab se mere pyare sitamgar

sah raha hai dil tere sitam

ta deem tana deem ta deem deem deem

kah do koi bedardi se jake 

kahta hai jo aaj ka mausam

ta deem tana deem ta deem deem deem

wai jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

tu ye jaan ke bhi anjan hai ke 

ye kis tarah ka tufan hai

tu ye jaan ke bhi anjan hai ke 

ye kis tarah ka tufan hai

jane dunia sari jane ye mahfil

jane dunia sari jane ye mahfil 

kispe kab se lut baithe hai ham 

ta deem tana deem ta deem deem deem

kah do koi bedardi se jake 

kahta hai jo aaj ka mausam

ta deem tana deem ta deem deem deem

wai jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani

tu to na hoga teri rah jayegi kahani

Explore this song