Roman script

surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai

champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

mere badan ke mahke chaman ka 

har phul tumhara hai tumhara hai

surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai

champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

sharbati aankho ka ras jiske liye hai ha ha kiske liye hai

hai wo mere sawre jiske liye hai jiske liye hai

maine har mod pe usko hi pukara hai pukara hai

surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai

champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

rahe uski baho me kho jau kho jau baho me kho jau

abhi se abhi se mai uski uski mai ho jau

ho jau uski mai ho jau

lekin intzar ka khel bada pyara hai bada pyara hai

surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai

champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

dil betab ye kahdo yu na machle ke na machle

dil betab ye kahdo yu na machle

kuch der or abhi sambhle abhi sambhle

bhigi hui rat ka bhi to yahi isara hai

surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai

champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

mere badan ke mahke chaman ka 

har phul tumhara hai tumhara hai

surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai

champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

Explore this song