Roman script

surma surma 
surma surma mohabbat ka surma 
surma surma mohabbat ka surma 
ho jane na kab kaise dil ko laga jalima 
jane na kab kaise dil ko laga jalima 
surma surma mohabbat ka surma 
surma surma mohabbat ka surma 
ho jane na kab kaise dil ko laga jalima 
jane na kab kaise dil ko laga jalima 
surma surma mohabbat ka surma 
surma surma 
thodi si masti hai thodi khumari hai 
kaise bataye hum kya bekarari hai 
kaisi betabi hai kaisi lachari hai 
ab to judai ka ek lamha bhari hai 
ho tu meri dilruba main tera balama
surma surma mohabbat ka surma 
jab ishk hota hai diwana banta hai 
palko ke saye mein afsana banta hai 
ho chahat ki najaro se najarana banata hai 
shamma ki banhon mein parvana banta hai
duriyan ab nahi ishk ke darmiyan 
surma surma mohabbat ka surma 
surma surma mohabbat ka surma 
surma surma mohabbat ka surma

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu