Roman script

ek pal me sar se chhin gaya aasma

ek pal me pairo se hati ye jami

ek pal me duniya ho gayi gair si

ek pal me khud hum na rahe hum hi

kaisa ye ek pal aaya kitna isne tadpaya

aankho se khoon rulaya  ruk jaati mud jaati yun 

seham ke na reh jaati 

na roti chilati, wapis ghar ko ud jaati

mil jate mujhe agar surkhaab ke par 

mil jate mujhe agar surkhaab ke par

mil jate mujhe agar surkhaab ke par 

mil  jate mujhe agar surkhaab ke par

mil  jate mujhe agar surkhaab ke par

mil  jate mujhe agar surkhaab ke par

ek pal ne sadiyon ki saja di suna

ek pal ne toda khwab tha jo buna

ek pal ne chhini mujhse saase meri

ek pal ne aakhir kyun mujhe hi chuna

sab khoya kuch na paya dhoka kismat se khaya

apno se kiya paraya ruk jati mud jati yun 

seham ke na reh jaati 

na roti chilati, wapis ghar ko ud jaati

mil jate mujhe agar surkhaab ke par 

mil jate mujhe agar surkhaab ke par

mil jate mujhe agar surkhaab ke par 

mil jate mujhe agar surkhaab ke par

mil jate mujhe agar surkhaab ke par

Explore this song