Roman script

suratiya matwaari piya tori, suratiya matwaari piya tori  

suratiya matwaari

man aakhiyan mein rachi chhab tumhaari 

man aakhiyan mein rachi chhab tumhaari

chhoti si duniya hamaari

chhoti si duniya hamaari 

man yeh kahe piya ghul jau tujhme

man yeh kahe piya ghul jau tujhme  

main yu hi saari ki saari 

main yu hi saari ki saari 

tori suratiya matwaari piya tori suratiya matwaari

nain chuvan ke yeh bhavare jiya mein

nain chuvan ke yeh bhavare jiya mein 

dehke ban chingaari

dehke ban chingaari 

aise piya mohe garba laga lo

aise piya mohe garba laga lo  

ho jaaye mukti hamaari

ho jaaye mukti hamaari 

suratiya matwaari piya tori, suratiya matwaari piya tori   

suratiya matwaari

Explore this song