Roman script

aa aa aa aa aa 

surat yatim ki sauq shikar ka

hota hain haal bura aise tedhi mar ka 

surat yatim ki sauq shikar ka

hota hain haal bura aise tedhi mar ka 

dekho ji jyada hoshiyari hain buri 

apne pe naaj ye bimari hain buri 

dekho ji jyada hoshiyari hain buri 

apne pe naaj ye bimari hain buri 

sau sunar ke to ek lohar ka 

hota hain haal bura aise tedhi mar ka 

surat yatim ki sauq shikar ka

hota hain haal bura aise tedhi mar ka

jitana bhi koi siyana hota hain 

apne hi teer ka nishana hota hain 

jitana bhi koi siyana hota hain 

apne hi teer ka nishana hota hain 

aata hain maja fir thanda bukhar ka 

hota hain haal bura aise tedhi mar ka 

surat yatim ki sauq shikar ka

hota hain haal bura aise tedhi mar ka

khel nahi duniya me kisi ko banana 

dekho nahi khela kacchi goliya jamana 

khel nahi duniya me kisi ko banana 

dekho nahi khela kacchi goliya jamana 

hoga natija bura jhuthe khumar ka 

hota hain haal bura aise tedhi mar ka 

surat yatim ki sauq shikar ka

hota hain haal bura aise tedhi mar ka

Explore this song