Roman script

suraj meri khidki se jo hai jhankta

kirano ko jaise mil gaya hai rasta

hasti hui aa gai o o o

kamre me jitni nind thi sb ud gai

ummid jate jate vapas mud gai

laut aai hai phir yahi o o o

jane ye sab kya hai jo bhi hai naya sa hai

hairat me dil kho gaya ye aaj kya ho gaya

duniya hi badlane ko hai zindagi sawarne ko hai

jaane kyo ye mujhko hai laga lachki hai jo dil ki dali

kaliya ab hai khilne wali haule haule pas aa ke

dhime se gaye hawaye jane ye sab kya hai

jo bhi hai naya sa hai herat mei dil kho gaya

y aaj kya ho gaya sach bari bari ho rahe sab khwab hai

panchi udan bharne ko betab hai aankho me hai asmaa

o o o resham ke jaise narmi hai har bat me

ujle hai din aur chandni hai rat me

har lamha hai mehreba o o o

jaane ye sab kya hai jo bhi hai naya sa hai

herat me dil kho gaya ye aaj kya ho gaya

Explore this song