Roman script

suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo

rana sangha veer shivaji bolo bolo phat se bolo

suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo

rana sangha veer shivaji bolo bolo phat se bolo

dekho dekho dekho isko

lagta hai ye chita hamko

pucho pucho pucho sabko 

baah bhare wo shiv hai kya wo

walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka

karnatak ka kalkatta ka tirupati ka 

walle raka walle raka har pal maulla

dunia bhar ka

bhai aaya bharat hoga america

gaao ki nadiya gaao ki khusbu bhulega koi kya

udti chunariya bolti ankhiya bhulega koi kya

apni saras kheti chikni chikni kali reti

lal mitti wali road

gadbad gadbad gadbad gadbad gadbad 

gadbad gadbad

gadbad sadbad khel wo khele

peele peele peele peele sarso ke phulwa

choti choti choti choti oss ki bunde

mitha mitha mitha mitha ghee ka halwa

chuk chuk chuk chuk rail ki sitti

kal kal kal kal bahti nadiya

jat phat jat phat pan khilaiya

badi badi badi badi mard ki muche

dil se jaye nahi nahi nahi nahi 

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo

rana sabha veer shivaji bolo bolo phat se bolo

suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo

rana sabha veer shivaji bolo bolo 

walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka

karnatak ka kalkatta ka tirupati ka 

walle raka walle raka har pal maulla

dunia bhar ka

bhai aaya bharat hoga america

jhat se bolo phat se bolo

are re gaav ki jhopdi me 

kuch pal reh ke to dekho

uske chote se ched se tare gin ke to dekho

thoda cell phone ghanti band karke 

tum bhavre ki gun gun sun lo

nange pao se jami pe chalke

dharti se baate karenge hum

bache ban jayenge hum 

aaj ped ki jata se gundh ke

kaise bhi banayenge are hum gaav ki dev se

talwar chin ke pencil chil lenge

walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka

karnatak ka kalkatta ka tirupati ka 

walle raka walle raka har pal maulla

dunia bhar ka

bhai aaya bharat hoga america

are re maa ke hath ka korma banega dekho

masala pees ke banega 

dekho desi murgi ka shorma

hame gay bailo se bhi itna pyar hai

sochenge rashan card me shamil karle unko

koi pani mange lassi milti hai 

bhole se insano ki khusbu dunia bhar me faile

gav ki dadi ki jadi buti ki dawao se

bhut bhag jaye

bhaiya re paas ke padosi ko khana bhi khila de

aisa pyar sabko

walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka

karnatak ka kalkatta ka tirupati ka 

walle raka walle raka har pal maulla

dunia bhar ka

bhai aaya bharat hoga america

gaao ki nadiya gaao ki khusbu bhulega koi kya

udti chunariya bolti ankhiya bhulega koi kya

apni saras kheti chikni chikni kali reti

lal mitti wali road

gadbad gadbad gadbad gadbad gadbad 

gadbad gadbad

gadbad sadbad khel wo khele

peele peele peele peele sarso ke phulwa

choti choti choti choti oss ki bunde

mitha mitha mitha mitha ghee ka halwa

chuk chuk chuk chuk rail ki sitti

kal kal kal kal bahti nadiya

jat phat jat phat pan khilaiya

badi badi badi badi mard ki muche

dil se jaye nahi nahi nahi nahi 

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka

karnatak ka kalkatta ka tirupati ka 

walle raka walle raka har pal maulla

dunia bhar ka

bhai aaya bharat hoga america

Explore this song