Roman script

tu hai sautan name ki pathshala prem ki

hum angootha chhaap imtehaan legi kya

tu hai sautan name ki pathshala prem ki

hum angootha chhaap imtehaan legi kya

dhadkano ki chaal pe is keharwa taal pe

le chuki aalaap uspe taan legi kya

suraiyya jaan legi kya suraiyya jaan legi kya

suraiya bas kar bas kar yaar suraiya jaan legi kya

suraiya-jaan meri jaan meri jaan legi kya

suraiya jaan legi kya haye 

ghar suraiyya-jaan ke sar jhuka ke aaye ho

de chuki hai darsan ab parshad degi kya

ghar suraiyya-jaan ke sar jhuka ke aaye ho

de chuki hai darsan ab parshaad degi kya

sabka dil behla huki thumriya bhi gaa chuki

bandh ke ab saath me aulad degi kya

suraiyya jaan degi kya suraiyya jaan degi kya

suraiyya bas kar bas kar yaar suraiyya jaan legi kya

suraiyya-jaan meri jaan meri jaan legi kya

nahi toh jaan degi kya

hoye meri nazron me sab ek hai meri nazron me sab ek hai

kya general kya sipahiya sab ke dil me khushfehmi hai

wo hi hai mera saiyaan haan do pal ki gustakhi to

haste haste deti hai mohabbat ka darja suraiyya

are are are kal ko upar jana hai

jake muh dikhana hai thoda to sudhar ja suraiya

are bas bhi kar suraiyya rab se darr suraiyya

hai dil tera ya patthar suraiyya sari jaydat aur mehakmein

likh diye hai inhone tere haq mai in thago se in thago se in thago se 

ab tu hindostan legi kya suraiyya jaan legi haan

Explore this song