Roman script

sur mera kho gaya, ab mai kya gaau

sur mera kho gaya, ab mai kya gaau

taar tut gaya phir ye kya baje

sur mera kho gaya

sur mera kho gaya, ab mai kya gaau

taar tut gaya phir ye kya baje

gunje wo tarana mere kal ka jo fasana

jo sab hai purana chuppi ka wo bahana

yado ke sire jud ke bhi puchte hai kya zamana hai

aankh me mere aansu se bol ye kahe hai kaha

sur mera kho gaya, ab mai kya gaau

taar tut gaya phir ye kya baje

sur mera kho gaya

na ye hawa na fiza ke naam o nishan

na jaane kyu sun ke bhi maane na

sun ke ye sada mai chala jab

dhoondhta raha, sur mila tab

maanta nahi dil bhi to

jaanta nahi wo kehta hai

sur mera kho gaya, ab mai kya gaau

taar tut gaya phir ye kya baje

sur mera kho gaya

Explore this song