Roman script

koi hai koi hai

ai sunoji shikari ne shikar kiya

maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya

khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se

o chunari ko meri taar taar kiya

maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya

koi hai, pyar maine tera savikar kiya

pyar kiya tujhe pyar kiya, are pyar kiya tujhe pyar kiya

pyar maine tera savikar kiya

pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya

choti se tune mujhe bandh liya, tikhi tikhi nazaro ka var kiya

are jhatke ne tere mujhe maar diya

pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya

jab se khili hai piya kali mere man ki

jab se khili hai piya kali mere man ki

tujhko bulati hai ye khushbu badan ki

chhalak rahi hai tere rup ki gagariya

chhalak rahi hai tere rup ki gagariya

phir bhi hai pyasa gori tera ye savariya

tune mujhe bada bekarar kiya

pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya

sunoji shikari ne shikar kiya

maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya

koi hai

uljhi hai lat meri kahati hai bindiya

uljhi hai lat meri kahati hai bindiya

tere bina hay mujhe aati nahi nindiya

kisliye karti hai itani tu jaldi

kisliye karti hai itani tu jaldi

hatho pe rachegi mehandi aur tan pe haldi

maine tere rup ko nikhar diya

pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya

sunoji shikari ne shikar kiya

maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya

khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se

khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se

o chunari ko meri tar tar kiya

maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya

pyar kiya tujhe pyar kiya, maar diya mujhe maar diya

pyar kiya tujhe pyar kiya, koi hai koi hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song