Roman script

suno re kahani ek bahut purani

jise kahti thi nani ho

ek bahut purani suno suno re kahani

suno re kahani ek bahut purani

jise kahti thi nani ho

ek bahut purani suno suno re kahani

ek din bhari sabha jungle me

ji ji ji ji ji ji ji

hath aaya ghoda aaya

hirna aaya uut bhi aaya

bandar aaya bhalu aaya

billi aaya kuta aaya

chupke se siyar bhi aaya

jo bhi tha dumdar bhi aaya

aaye tarah tarah ke parani

suno re kahani ek bahut purani

jise kahti thi nani ho

ek bahut purani suno suno re kahani

sabne socha hum sab jaye

raja ji kare pararthana

ek din aisa ho jungle me

na hinsa hoye mana

na koi mare koi kisi ko

na koi khaye mas kisi ka

na koi piye khun kisi ka

na koi roke sans kisi ka

ek ghat sab pani piye

ek rah sab jaye

isko kahte hai jungle me

mangle milke manaye

lekin kahne jaye kaun

sochke ho gaye maun sabhi re

sochke ho gaye maun

jo jayega usko deni hogi kurbani

suno re kahani ek bahut purani

jise kahti thi nani ho

ek bahut purani suno suno re kahani

billi boli sher ki masi dunia me kahlau

kyu na sandesha tum logo ka

mai hi lekar jau

dhanya hai mosi dhanya hai mosi

dhanya mosi dhanya mosi

dekho bhai jati to hu jane ko

lekin raja hai bekar baba bate hai bekar

jao mosi kaho sher se aaj bada tyohar hai ban me

aaj bada tyohar baba bate hai bekar

jisko chaho aakar khalo har koi tayyar

baba bate hai bekar ye sab bate hai bekar

koi nahi tyyar koi nahi tyyar koi nahi tyyar

are bat ko samjho yar is lalach me aa jayega

wo raja khunkar bate hai bekar aa jane do raja jo fir

chal nayi batlayenge jaise chahenge hum

parja waise nachwayenge jao mausi jao jao

mausi der karo na karlo jo hai thani

suno re kahani ek bahut purani

jise kahti thi nani ho

ek bahut purani suno suno re kahani

mai mausi teri beta mai hu mausi teri

mai mausi teri beta mai hu mausi teri

sunle vinti meri mai mausi teri beta

mai hu mausi teri ban ke tyohar aaj to

ban me hai tyohar raja ban me hai tyohar

jaise dudh bina hai khali ram darbar

raja ban me hai tyohar aaj to ban me hai tyohar

chal ho barkhudar teri dawat dene ko

sab baithe hai tyyar teri marzi me jo

aaye use maje se khaye khub bahur khub

chal tu aage aage mai chalti hu piche

tu aage mai piche tu aage mai piche

are murkh aage kaise jaunga

mai tune rah mujhe hai batlani

sach kahta hai re beta

piche kaise jaungi ma i

maine rah tujhe hai batlani

suno re kahani ek bahut purani

jise kahti thi nani ho

ek bahut purani

suno suno re kahani

khau khau kidhar hai sab

khau khau khau khau

o mama siyar o mama siyar

darte kyu ho yar drte kyu ho yar

ek mantar deta hu tumko

yad rakho har bar

ye sab bate hai bekar

baba bate hai bekar

kya hai mantar mama siyar

are maut se jo dar gaye to

wo safar kar jayengi

milke aage badh gaye

to maut bhi dar jayegi

milke aage badh gaye

to maut bhi dar jayegi

khau khau khau isko khau

usko khau kisko khauu

khau khau khau isko khau

usko khau kisko khauu

mujhse darta nahi

raja kisi ke mare koi marta nahi

sher hai raja yaha ka jante nahi

tum sakti ko pahchnte nahi

kaisi sakti

kya hai parja ki sakti

parja ki sakti hai ekta

kya hai ekta jo najar

ke samne hai dekhta

chhte ho tum bhala

kya mujhse bata

aaj yaha kurbani na ho

dard ki koi kahani ho

aaj yaha kurbani na ho

sabhi sath nache sabhi sath gaye

sabhi sath nache sabhi sath gaye

ahinsa ka milke tyohar manaye hai

nachega kon bajega kon

baje yaha par bajayega kon

o more raja o more raja

ye bandar bajayega baja

or nachega bhalu aaj aaja

aaj re aaja o  more raja

bhalu re bhalu nacha dikha

raja ko apna nach dikha

bhalu re bhalu nacha dikha

raja ko apna nach dikha

raja ko apna nach dikha

raja ko apna nach dikha

bhalu re bhalu nacha dikha

raja bhi anche parja bhi nache

raja bhi anche parja bhi nache

jungle me mugle ki bansi baje

jungle me mugle ki bansi baje

bhalu re bhalu nacha dikha.

Explore this song