Roman script

suno suno gagan ke tare suno suno gagan ke tare

ghar aaye mehman hamare suno suno gagan ke tare

man kahe mai milne jau nain kahe sharmau

in dono ki uljhan me mai kaise paw badhau

suno suno gagan ke tare suno suno gagan ke tare

ghar aaye mehman hamare suno suno gagan ke tare

chand se kah do chupke chupke unko ye samjhaye

dekh rahi koi raah tumhari kab ki aas lagaye

dekh rahi koi raah tumhari kab ki aas lagaye

suno suno gagan ke tare suno suno gagan ke tare

ghar aaye mehman hamare suno suno gagan ke tare

chand sitare kabhi kisi ka nahi sandesha late

jinko jinse preet hai wo khud hi chal kar aate

koi taro ko kahe pukare koi taro ko kahe pukare

hum aaye hai pas tumhare koi taro ko kahe pukare

hum aaye hai pas tumhare chup jao gagan ke tare

chup jao gagan ke tare aa gaye mehman kaha re

chup jao gagan ke tare

Explore this song