Roman script
suno sunau ek kahani ek kahani bahot purani dadi maa jo hame sunati yugo yugo ki bat batati suno sunau ek kahani ek kahani bahot purani suno sunau ek kahani ek kahani bahot purani dadi maa jo hame sunati yugo yugo ki bat batati log the aise is dharti par the jeewan unka sidhdhi par chahe jaha par wo ja sakte the laut ke wapas aa skte the we saiyam or shaqti wale the wo sachi baqti wale kamndlo me bam rakhte the shant chit hardam rhte the om namah shiway om namah shiway kamndlo me bam rakhte the shant chit hardam rhte the koi sant koi tha gyani raja bhi hote the dani om namah shiway om namah shiway
Song details
- Singer: Sadhana Sargam
- Singer: Anupam Amod
- Singer: Vijaya Shankar
- Film / album: Mahabharat (2013)
- Composer: Rajendra Shiv
- Lyricist: Ibrahim Ashq
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Vidya Balan
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Manoj Bajpayee
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Deepti Naval
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Rohini Hattangadi
Song video
singer: Sadhana Sargam, Anupam Amod, Vijaya Shankar