Roman script

he suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya

kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho gaya

bam bam lahri bam bam, bam bam lahri bam bam

suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya

kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho gaya

bam bam lahri bam bam, bam bam lahri bam bam

dekho re dekho dekho re sadho kalyug ki nari ka namuna

apni hi santan ko isne kaske lagaya kaisa chuna

apni bahu ko bete se apne so gaj dur sulaya

parbhu karipa se fir bhi isne chand sa pota paya

bam bam lahri bam bam fir se bam bam lahri bam bam

dhanye hai ye to ye devi bhi chidiya jaisi bholi bhali

rang birange pankh hai iske choch magar hai kali kali

apni budhi saas ko isne ghar se maar bhagaya

jab ye saas bani to isko bahu ne maja chakhaya

bam bam lahri bam bam fir se bam bam lahri bam bam

he suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya

kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho gaya

bam bam lahri bam bam, bam bam lahri bam bam

bam bam bam babam babam bam bam bam bam babam babam bam

Explore this song