Roman script

suno na suno na dil kya kehta hain 

suno na suno na dil kya kehta hain

suno na suno na dil jo kehta hain

deewane ham bhi deewane tum bhi

dono kare khul ke pyaar o mere yaar

suno na suno na dil kya kehta hain

kaho na kaho na dil jo kehta hain

deewane ham bhi deewane tum bhi

donon kare khul ke pyaar o mere yaar

suno na suno na dil kya kehta hain

yahi to umar hain kaha pe nazar hain

hamein dekho tum baar baar

jawani ke din hain jawani ki raaten ye hota nahi baar baar

jawaan dhadkanein bhi yahi chahatein hai

ke ham tum milein bas milein 

na tum kuchh socho na hum kuchh bhi soche

jahaan dil kahen ham chalen

chalo na chalo na achha mauka hain

ho suno na suno na dil kya kehta hain

mere paas tum ho toh dil keh raha hain

ke aise mohabbat karein

mohabbat mein jaage mohabbat mein soye

mohabbat mein jiye marein

tumhari ye baatein kyon behka rahi hain

ke dil pe huaan kuchh asar

behak na main jaaun kahi hadh se jyaada

ke jaane do lagta hain darr

daro na daro na dil ye darta hain

suno na suno na dil kya kehta hain

deewane ham bhi deewane tum bhi

donon kare khul ke pyaar o mere yaar

suno na suno na dil kya kehta hain

kaho na kaho na dil jo kehta hain

tumpe marta hai yeh dil tumpe marta hain

Explore this song