Roman script

aaja sanam warna to hum mar jaayenge

o meri jaan meri kasam hai tumko

tere bina jina bhi kya hai jina

suno meri jaan ho tum aa chalo kahi dur chale

jaha koyi na hamko mile bas tum ho aur main hu

jaaneja i love you jaaneja

puchhti ho hawa ke khushbu se main toh piya

phul meri mohabbat ka kaise yeh murjha gaya

koyi badal kahi dhulta tara hame jab uda

tere aane ka har baar mujhko toh dhoka huwa

suno meri jaan ho tum aa chalo kahi dur chale

jaha koyi na hamko mile bas tum ho aur main hu

jaaneja i love you jaaneja

aaja sanam warna to hum mar jaayenge

o meri jaan meri kasam hai tumko

tere bina jina bhi kya hai jina

dhadkane meri jis din so jaayengi yeh bejuban

mujhko lagta hai tab aake chale aaoge tum yaha

main rahu na rahu pyar ke toh rahenge nishan

har najara kahega mere dil ki yeh dastan

suno meri jaan ho tum aa chalo kahi dur chale

jaha koyi na hamko mile bas tum ho aur main hu

jaaneja i love you jaaneja

aaja sanam warna to hum mar jaayenge

o meri jaan meri kasam hai tumko

tere bina jina bhi kya hai jina

suno meri jaan ho tum aa chalo kahi dur chale

jaha koyi na hamko mile bas tum ho aur main hu

jaaneja i love you jaaneja

Explore this song