Roman script

suno jindagi gati hai la la la lala lala la lala la

suno jindagi gaati hai la la pyar ki dhun pe chhed ke nagama 

sab ko nach nachati hai suno jindagi gaati hai la la

pyar ki dhun pe chhed ke nagama sab ko nach nachati hai

suno jindagi gaati hai la la

sans hai jab tak hai mere badan me

gati rahungi tab tak uski lagan me

jisko chuna hai meri najar ne ek hai uncha sare chaman me

ek hai uncha sare chaman me suno jindagi gaati hai la la

pyar ki dhun pe chhed ke nagama 

sab ko nach nachati hai suno jindagi gaati hai la la

pyaar na hota hum bhi na hote rote hi aaye rote hi jate

pyaar ne humko jina sikhaya varna umar ko kaise bitate

suno jindagi gaati hai la la pyar ki dhun pe chhed ke nagama 

sab ko nach nachati hai suno jindagi gaati hai la la

pyar ki dhun pe chhed ke nagama 

sab ko nach nachati hai suno jindagi gaati hai la la

Explore this song