Roman script
suno jara suno jara hawaao me ye kaisi hai sada koi to hai jo hai ye keh raha ke raah me woh mod aa gaya ke jiske aage hai zamin na aasman, na manzile na raasta suno jara suno jara hawaao me ye kaisi hai sada koi to hai jo hai ye keh raha ke raah me woh mod aa gaya ke jiske aage hai zamin na aasman, na manzile na raasta yaado ke gam hi taraane gaati hai tanhaiya ha din dhal raha hai to kitni lambi hai parchhaiya bas ek pal me hoga sabh dhua dhua hai aarzu ki ye sada suno jara suno jara hawaao me ye kaisi hai sada koi to hai jo hai ye keh raha ke raah me woh mod aa gaya ke jiske aage hai zamin na aasman, na manzile na raasta dhundhla gaye hai sitare, phulo ko nind aa gayi gumsum se hum sochte hai baate adhuri kayi hui na puri kyu koi bhi dastan kise khabar kise pata suno jara suno jara hawaao me ye kaisi hai sada koi to hai jo hai ye keh raha ke raah me woh mod aa gaya ke jiske aage hai zamin na aasman, na manzile na raasta suno jara suno jara hawaao me ye kaisi hai sada koi to hai jo hai ye keh raha ke raah me woh mod aa gaya ke jiske aage hai zamin na aasman, na manzile na raasta na manzile na raasta
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Bada Din (1998)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Marc Robinson
- Actor: Shabana Azmi
- Actor: Tara Deshpande
- Actor: Irrfan Khan
- Actor: Alok Nath
- Actor: Pinky Chinoy
- Actor: Malvika Singh
- Actor: Pramod Singh
- Actor: Priyanka Trivedi
- Actor: Abhay Chopra
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu