Roman script

ha koi samjhe ise nasihat

na koi samjhe gana

ek ticket me do hai tamashe

dekhe aaj zamana

aa aa 

suno buzurgo ka ye kahna

suno buzurgo ka ye kahna

beta beta single single rahna

suno buzurgo ka ye kahna

suno buzurgo ka ye kahna

beta beta single single rahna

suno buzurgo ka ye kahna

shadi karke hua ye haal

laao jakar chane ki dal

tirchi najro wali ne

mange reshm ka rumal

lao kapda lao gahna

lao kapda lao gahna

nakhare dekh ke aaya yaad

hame buzurgo ka ye kahna

hame buzurgo ka ye kahna

beta beta single single rahna

suno buzurgo ka ye kahna

puchho kya hai mera nam

memsab ka gulam

memsab ka gulam

puchho kya hai mera kaam

unke naukar ko salam

unke naukar ko salam

puchho mera programme

gali khana subah sham

gali khana subah sham

bhakt gopu ka yahi hai kahna

bhakt gopu ka yahi hai kahna

bhakt gopu ka yahi hai kahna

beta beta single single rahna

suno buzurgo ka ye kahna

suno buzurgo ka ye kahna

beta beta single single rahna

suno buzurgo ka ye kahna

Explore this song