Roman script

mujhe jab dadi amma ka jamana yaad aata hai

to chhidiya or kauve ka fasana yaad aata hai

o jawa ladki ko 

jawa ladki oye jawa oye jawa ladki ko

vo kabhi nange sir kabhi dekh leti thi

kaisi kaisi gaaliya ji bhar ke deti thi

oye khsama nu khani

kitnu jati aag lage teri jawani ko

le jaye teri nani ko 

is umar me ye haal

kambhakat dupata sambhal

purani ladkiya bhi 

sharam ko jewar samjhti thi 

buzargo ke kadmo me hi 

vo apna ghar samjhti thi

mager is dor me vo potiya 

na dadiya dekhi

jawa ya bhudiya sab husan ki 

shahjadiya dekhi

kisora chhora kaval khandave vala, ab suniye

suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program

suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program

kaise inki subah gujre 

kaise inki shaam

suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program

suniye suniye 

nau baje tak bistar me 

khuraje apne galo ko

sapne dekhe bittal ke or

noche apne balo ko

aankh khuli ghabara ke 

to uth baithi dhundhala ke

o my god i am late

aankh khuli ghabara ke 

to uth baithi dhundhala ke

shor machakar mummy daddy naykar par ilzam

suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program

suniye suniye 

kithe jana mamshab, girls college

taxi pakadi collage pauhchi 

sun liya lecture aadha 

padhte padhte yaad aagaya 

kisi friend ka vada

o my god i am late 

i am getting late

padhte padhte yaad aagaya 

kisi friend ka vada

khisak ke pahuchi restro

jaan me aayi jaan

haye hero haye hero haye hero

haye baby haye baby

haye haye haye haye 

honey mai to bor ho gaya

really don't tell me that 

don't tell me that darling 

itne me le aaya baira 

coffee ke do jaam

suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program

suniye suniye 

tarah tarah ki chhid gayi gupshap

yardale ka mile na makeup

tarah tarah ki chhid gayi gupshap

yardale ka mile na makeup

kadam kadam pe dhoti vale

moti tondo vale lale

krismish me japan chalenge

nahi to englishtan chalenge

isi tarah ki baato me 

din sara hua tamaam

suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program

kaise inki subha gujre 

kaise in ki shaam

suniye suniye

Explore this song