Roman script

suni hawa suni ghata suni hai ye chandni bhi 

hai gumsum sitare, hai gumsum najare
hai gumsum ye zindagi hi
suni hawa suni ghata suni hai ye chandni bhi 
suni hawa 
suni pawan suni kiran, lahrata aata hai tera badan

kehta hua aaja ghadi chain pa ja
ya mujhko panha de ya mujh mein sama ja
magar tu nahi hai na tera badan hai
ye gumsum hawa ye chaman hai 
suni hawa suni ghata suni hai ye chandni bhi
suni hawa
suni lahar suni pehar gumsum hai mere shamosahar 

ho raato se subah ho subaho se raate
kare koi kitni khudi se hi baate 
ye raate wahi hai magar tu nahi hai
ye raate wahi tu nahi hai 
suni hawa suni ghata suni hai ye chandni bhi 
suni hawa suni ghata suni hai ye chandni bhi 
hai gumsum sitare hai gumsum najare
hai gumsum ye zindagi hi
suni hawa suni ghata suni hai ye chandni bhi
suni hawa

Song details

Song video

Watch on YouTube