Roman script

sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

prannath ka pyar na paya

meri kyu durdasha sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

parlaykaal ki bhishan halchal

dagmag neel gagan ka aanchal

parlaykaal ki bhishan halchal

dagmag neel gagan ka aanchal

thar thar karti prithvi kaanpe

andhiyara hai ghira

sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

isi liye kya milan hua tha

isi liye kya vyakul man tha

isi liye kya milan hua tha

isi liye kya vyakul man tha

milan humara lagta jaise sapne the vo katha

sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

kaun mitaye ghor andhera

tu hi pran tu jeevan mera

kaun mitaye ghor andhera

tu hi pran tu jeevan mera

dekh vidhata ye dawanan is pal aake bujha

sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

prannath ka pyar na paya

meri kyu durdasha sune na koi man ki vyatha

sune na koi man ki vyatha

Explore this song