Roman script

matra sahi to yatra sahi hai matra sahi to yatra sahi hai

warna sara dudh dahi hai roj to jate the dudh tum lane

roj to jate the dudh tum lane aaj bhi yaar le aao aj bhi yaar lao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

sadi ho gayi to band bhi bajega bajega bajega khub bajega

jeb ke chhilar bhulke yaro jeb ke chhilar bhulke yaro

chhile pille bajao ha ha chhile pille bajao

patte bato or rami lagao paan chabo gum ko bhulao

kisi ka pata dekho na yaro kisi ka patta jhanko na yaro

apne patte jamao ha ha apne patte jamao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

disko ka mahaul sawarg se pyara jidhar dekho apsarao ka najara

dhue me kisne dhakka mara dhue me kisne dhakka mara

bhul ke tum nache jao ha ha bhul ke tum nache jao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

chori ka dar na dake ka jhagda mobila pe 

warning na kidnapping ka lafda

hai nahi jo bhul ke yaro hai nahi jo bhul ke yaro

hai wo mathe lagao hai wo mathe lagao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

chest badi or piche hai khokhli bahar baahdur or piche hai pogli

lafde wafde bhul ke yaro tension wenaon bhul ke yaro

sumdi me jiye jao sumdi me jiye jao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

right me bhi tedhe left me bhi tedhe jidhar bhi dekho tedhe hi tedhe

tedha medha bhul ke yaro tedha medha bhul ke yaro

tera mera soche aao tera mera soche jaao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

insantiyat ko bhulo na yaro galat rah par chalo na yaro

chal sahi to hal sahi hai karam ho ache to mal wahi hai

samjho or samjhao samjho or samjhao

sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao

Explore this song