Roman script

sundar sapno mein tumhare
koi aakar koi aakar
tumhe pukare nish bole 
mithi boli mithi boli
dar jaye dekh ishare
sundar sapno mein tumhare
koi aakar
wo chhail chhabila sajana
aata hai aisa man mein 
chalta bhi nahi dam bhar ko
bandhta bhi nahi bandhan mein
fir kaise uski koi kaise bate
sajde utaare
sundar sapno mein tumhare
koi aakar
naino se nain milaye 
sine mein dard uthaye
chupke chupke pas aakar
bole man ko bharmaye
kya tum bhi uski judai mein
unki raat gujare 
sundar sapno mein tumhare
koi aakar

Song details

Song video

Watch on YouTube