Roman script

sunaye kise apne gum ka fasana 

haye gum ka fasana

sunaye kise apne gum ka fasana

haye gum ka fasana

nahi koi apna hai dushman zamana

nahi koi apna hai dushman zamana

mila dard kisi ko haye aakho ko aasu

aakho ko aasu

mila dard kisi ko haye aakho ko aasu

aakho ko aasu

hume yaad aaya na dil ka lagana

haye dil ka lagana

nahi koi apna hai dusman jamana

kise ye khabar thi ke

tinke hi tinke haye

tinke hi tinke

kise ye khabar thi ke

tinke hi tinke haye

tinke hi tinke

jala degi bijli mera aashiyana

haye mera aashiyana

nahi koi apna hai dusman zamana

sunaye kise apne gum ka fasana 

haye gum ka fasana

Explore this song