Roman script

sunaau haa-e-dil kaise 

sunaau haa-e-dil kaise 

ye ek mushkil si mushkil hai 

ye ek mushkil si mushkil hai 

mera dil khamosh hi hai 

mera dil khamosh hi hai 

par jara badla hua hai 

sunaau haa-e-dil kaise sunaau

ham apne ghar ko dil 

aur dil ko apna ghar samjhate hai 

ham apne ghar ko dil 

aur dil ko apna ghar samjhate hai 

ye ab jana ke ghar to 

jindagi ki pahli manjil 

sunaau haa-e-dil kaise

kabhi dil shaad tha khush tha ??

kabhi dil shaad tha khush tha ??

samjh mein ab aane laga aane 

wo kya dil tha ye kya dil hai 

wo kya dil tha ye kya dil hai 

sunaau haa-e-dil kaise

wo mere dil mein base hai 

wo mere dil mein base hai 

to samjho mere bas mein hai 

to samjho mere bas mein hai 

mera dil unke kaabu mein 

to jaano unke kabil hai 

to jaano unke kabil hai 

sunaau haa-e-dil kaise

sunaau haa-e-dil kaise

Explore this song