Roman script

sunta hai mera khuda dil-o-jaan se chaahu tujhko yaara-dilruba

sunta hai mera khuda dil-o-jaan se chaahu tujhko yaara-dilruba 

ye zindagi tere liye tere liye aur tu mere liye dil ki sada hai

sunta hai mera khuda dil-o-jaan se chaahu tujhko yaara-dilruba 

sajan sun tu bhi itna ki tu hai mera sapna tu hi to meri aarzu

sanam ye baate kaisi kaha meri qismat aisi ki ban jaau teri aarzu

kaho to mai tere aage kamar bich gajra baandhe dolu nashili chaal se

ada haay aisi qaatil sahega to kaise ye dil taras khaao mere haal pe

sunta hai mera khuda dil-o-jaan se chaahu tujhko yaara-dilruba 

sunta hai mera khuda dil-o-jaan se chaahu tujhko yaara-dilruba 

ye zindagi tere liye tere liye aur tu mere liye dil ki sadaa hai

ye gul-bute bhi dil hai yaha kante sab gul hai ye raste hai apne pyar ke

kahunga par main itna qadam dekh kar hi rakhana kahi koi thokar na lage

jo mil gaye do dil aise juda ye phir hoge kaise hamaari kahaani hai yahi

mujhe bhi ab kya karna hai tujhipe jina-marna hai ke ab zidagani hai yahi

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song