Roman script

sun zara

tu kaha main hoon kaha kaisi yeh zindagani

kyun rula rahi mujhe teri meri kahaani

tu kaha main hoon kaha kaisi yeh zindagani

kyun rula rahi mujhe teri meri kahaani

tere bin yeh dil hain suna

tere bin main jee sakoon na

tere bin mujhe sukun na aaye ek pal yaha

tere bin yeh dil hain suna

tere bin main jee sakoon na

tere bin mujhe sukun na aaye ek pal yaha

sun zara

jab talak na the juda mujhko na ye yakin tha

is kadar hoga kabhi manzar yeh tishnagi ka

har ek ghadi yun mujhe teri talaash hogi

ho na ho tum kahin par teri aash hogi

mujhe raas naa aayegi kabhi yeh meri aawargi

tere bin yeh dil hain suna

tere bin main jee sakoon na

tere bin mujhe sukun na aaye ek pal yaha

sun zara

Explore this song