Roman script

sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun

bijli chamki lipat gaye hum badal garza simat gaye hum

ye hai kitna acha sagun

sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun

shola hai shola teri jawani jalta dikhai deta hai pani

jitni ye barish badhti rahegi thandak dilo ke padti rahegi

aise me tu hari umar ka mitha sa koi sapna bun

ye hai kitna acha sagun

sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun

chaya hai aisa mausam ka jadu jismo se aaye phulo ki khusbu

sanso me sanse ghulne lagi hai sharmili bahe khulne lagi hai

bandh ke ghunghru pyar ke hum aao nache chun chun chun

ye hai kitna acha sagun sun sun sun barsat ki dhun sun

sun sun sun barsat ki dhun sun bijli chamki lipat gaye hum

badal garza simat gaye hum bijli chamki lipat gaye hum

badal garza simat gaye hum ye hai kitna acha sagun

sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun

Explore this song