Roman script

sun sun mori goral maat ki tore gun gawe 

aisa war dijo maat hum bali bali jawe 

sun sun mori goral maat ki tore gun gawe 

jori ka jlal dijo yashoda ka lal dijo 

sawra slona sakhi nand ka gopal dijo 

jori ka jlal dijo yashoda ka lal dijo 

sawra slona sakhi nand ka gopal dijo

gokul ka ghar dijo mohan ka war dijo 

gokul ka ghar dijo mohan ka war dijo 

hath mein murliya ho nath girdhar dijo 

hath mein murliya ho nath girdhar dijo 

aisa dijo bhartar ki hum bali bali jawe 

sun sun mori goral maat ki tore gun gawe 

aisa war dijo maat hum bali bali jawe

an dhan wala dijo muh ke muthala dijo 

hathi ghoda rakhwala piya matwala dijo 

an dhan wala dijo muh ke muthala dijo 

hathi ghoda rakhwala piya matwala dijo

ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho 

mohi bhi man ki sun lijo 

mohi bhi aisa war dijo 

mohi bhi man ki sun lijo 

mohi bhi aisa war dijo

rup rupala man matwala 

rup rupala man matwala 

jese chanda ka ujiyala 

nil gangan si nirmal kaya 

jaise indrdhnush ki chhaya 

aankho mein talalwar khdi ho 

pith pichhe dhal padi ho 

aage dushman foj khdi ho 

talwaro ki lagi jhdi ho 

war mera dhudhe matwala

lakho mai wo dekhne wala 

na to hate na pith dikhawe

ya to mare ya mar jaye 

aisa dijo bhartar ki hum bali bali jawe 

sun sun mori goral maat ki tore gun gawe 

aisa war dijo maat hum bali bali jawe

sun sun mori goral maat ki tore gun gawe

Explore this song