Roman script

sun sun sun manush bhai

sun sun sun manush bhai 

sabse upar tu hi bhakt hai

tujhme sakti samai

sabse upar tu hi bhakt hai

tujhme sakti samai

sun sun sun manush bhai

tujhme baste hai narayan 

tu basta hai narayan me

narayan me

bol bawre dhund raha kyu

fir tu dharti aur gagan me

hari narayan wo naam balas chalai re

sun sun sun manush bhai

sabme ek lahu ki dhara

sabme ek sans lahrati

unch nich ki jwala hai

nar narayan ko chali jalati, chal jalati

bhed bhaw ki kali badli

manawta pe chayi re

sun sun sun manush bhai

jisne tan man ke tukdo se

rachi teri ye sundar kaya

jisne tan man ke tukdo se

rachi teri ye sundar kaya

apne aap bana patthar ka

dekar apni mamta maya

dekar apni mamta maya

sabko kiya kamal jagat me

dekar ke prabhu taali

sun sun sun manush bhai

sabse upar tu hi bhakt

sabse upar tu hi bhakt

tujhme sabki kamai

sabse upar tu hi bhakat

tujhme sabki kamai

sabse upar tu hi bhakat

tujhme sabki kamai

sun sun sun manush bhai

Explore this song