Roman script

sun sajna mera man tere liye pyasa tha 

pyasa hai pyasa hi rahega

sun sajani mera man geet tere gata tha

gata hai gata hi rahega

dur dur tak faili rahe jinpar do diwane

aaj chale hai armano ki nagari basane

chhod  chali duniya ki rit

man pyar me ab ankhiya miche khoya hi rahega

sun sajni mera man geet tere gata tha

gata hai gata hi rahega

sham se lekar rang sinduri teri mang sajadu

kahe mera man in charno me sab kuch luta du

mit mile jisko tujhsa

kushbu se bara har pal uska mahaka hi rahega

sun sajna mera man tere liye pyasa tha 

pyasa hai pyasa hi rahega

bite hue janam ka apna kuch nata hai hamdam

chah jine rehati hai vo hi milte hai sanam

aaj mile ham mit jo ham harbar hamare milan

yaha hota hi rahega

Explore this song