Roman script

sun sajna sun sajna ha sun sajna sun sajna 

mujhe aaj tumhe kuch kehna hai

mai samajh gaya jo kehna hai

tune mere dil me rehna hai ha rehna hai

sun sajna sun sajna ha sun sajna sun sajna 

dil ki duniya khali khali bolo kis din aaogi

dil ki duniya khali khali bolo kis din aaogi

sath hi ye vaada kar lo aa ke kabhi na jaogi

sun gauriye sun gauriye sun gauriye sun gauriye

kuch aur bhi tujhse kehna hai mai samjh gayi jo kehna hai

tujhe palko ki chanv me rehna hai ha rehna hai 

sun gauriye sun gauriye sun gauriye

aane ko tyaar hu jo iss baat ki kasam khayega

aane ko tyaar hu jo iss baat ki kasam khayega

mere sivay teri duniya me aur nahi koyi aayega

sun sajna sun sajna sun sajna sun sajna 

kuch aur bhi tujhse kehna hai are ab kya kehna hai

ab to baja bajega sahnayi bajegi achha ab to baja bajega

sahnayi bajegi mai dulha banunga tu dulhaniya sajegi

ab to baja bajega ab to baja bajega sahnayi bajegi

ban ke dulhan jab aau tere angana 

judaayi me mujhko jalaana na tu sajna 

tham liya tera hath chahe din ho ya raat tu hai jindagi 

ke sath ab teri meri jodi gauri khub sajegi

ab to baja baja bajega ab to baja bajega sahnayi bajegi

duniya ko chodd teri duniya me aaungi

tune thukraya to mai sajna tune thukraya to mai bol kaha jaungi

tujhe aankho me chupau mai kaleje se lagaau

apni baaho me jhulaau tere aane se ghar me diwali jagegi

ab to baja bol ab to baja bajega sahnayi bajegi

ab to baja bajega sahnayi bajegi

Explore this song