Roman script

father anthony father, dear father

i do confession to make, u got to help me father

please for goodness sake, name it child, name it

father i love the taangewaala, i wanaa meet him

no problem

sunday ka church hone ke baad, yaad karna use dil mein

god ko salaami dena jarur, phir jaana use milane

yeh sun rubia tumase pyaar ho gaya, sach

pyaar ho gaya kya karein

sunane ko yeh tarasata tha dil, chal juldi se shaadi karein

main teri taangewaali, tu mera taangewaala 

hey gora suna kya ladaki bola

baat mein bahot dum hai, chhaati thok thok ke bola

hey main teri taangewaali, tu mera taangewaala

sun rubia tumase pyaar ho gaya, pyaar ho gaya kya karein

sunane ko yeh tarasata tha dil, chal juldi se shaadi karein

main teri taangewaali, tu mera taangewaala

haan tu meri taangewaali, main tera taangewaala

raaji hoon main phir der kya, kab tak rahu bekaraar

ghutta hai dum abb toh yahaan, kaise kahun baar baar

hey baaje ke sang leke baaraat, ghode pe hoke sawaar

dole ke chilman se dekhegi tu, sehare ki kya hai bahaar

raaju mere raaja, hey rubi meri raani

gaaye ja gaaye ja gaaye ja

sun rubia tumase pyaar ho gaya, pyaar ho gaya kya karein

sunane ko yeh tarasata tha dil, chal juldi se shaadi karein

main teri taangewaali, tu mera taangewaala

haan tu meri taangewaali, main tera taangewaala

daulat nahi bangala nahi amiri ka naam nahi

gaalicha nahi bagicha nahi aisho aaraam nahi

o sanam teri kasam rakhana kisi haal mein

tere siwa inn cheejo se mujhe koyi kaam nahi

raaju mere raaja, hey rubi meri raani

gaaye ja gaaye ja gaaye ja

hey sun rubia tumase pyaar ho gaya, pyaar ho gaya kya karein

sunane ko yeh tarasata tha dil, chal juldi se shaadi karein

main teri taangewaali, tu mera taangewaala

haan tu meri taangewaali, main tera taangewaala

Explore this song