Roman script

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

kya doli kya barati duniya hai aati aur jati

hum dono hai jiwan sathi rab da naam le

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

tha band mera darwaja tu kaise andar aaya

tha band mera darwaja tu kaise andar aaya

sapne me aakar tumne mujhe sari raat jagaya

mujhe sari raat jagaya

oye chhodo chhodo

tune hi khidki kholi

tune hi khidki kholi

bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

tu mere man ki rani meri dil ki shahjadi

tu mere man ki rani meri dil ki shahjadi

pehle hum pyar to karle

phir kar lenge hum shadi

aey chhodo chhodo

main itni bhi nahi bholi

main itni bhi nahi bholi

bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

mujhko mat hath lagao mere najdik na aao

mujhko mat hath lagao mere najdik na aao

in pyar bhari baato ka matlab tum saaf bataao

matlab tum saaf bataao

oye chado chado 

samjho naino ki boli

samjho naino ki boli

bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

kya doli kya barati duniya hai aati aur jati

hum dono hai jiwan sathi rab da naam le

sun o mere humjoli bas chhod ye aankh micholi

ab leja meri doli rab da naam le

ab leja meri doli rab da naam le

ab leja meri doli rab da naam le

Explore this song