Roman script

na kuchh aage na kuchh pichhe
aa.. are na kuchh aage na kuchh pichhe
pyar hi pyar gagan ke niche
are sun o bedardi bedard saiya
hath pakadkar chhod  di baiya
haye chhod  di baiya
sun o bedardi bedard saiya ye pyar kya hai tu kya jane
sun o bedardi bedard saiya ye pyar kya hai tu kya jane
sun o bedardi bedard saiya
bindiya na kajra kangan na gajra
bindiya na kajra kangan na gajra
mere liye tu aansu laya o mere liye tu aansu laya
waade kiye the tune hajaro koi bhi waada yaad na aaya
aise achanak na tune kar di
sun o bedardi bedard saiya ye pyar kya hai tu kya jane
sun o bedardi bedard saiya ye pyar kya hai tu kya jane
ye dil nahi hai duniya ke bas me
ye dil nahi hai duniya ke bas me
duniya nahi hai is dil ke bas me
ya chhod  de tu ya chhod  de tu duniya ki rasme
ya tod de tu dil ki kasme
aage sitam kar hai teri marji
sun o bedardi bedard saiya ye pyar kya hai tu kya jane
sun o bedardi bedard saiya ye pyar kya hai tu kya jane
sun o bedardi bedard saiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ila Arun, Kavita Krishnamurthy

actor: Ajay Devgan, Urmila Matondkar