Roman script

sun sun soniye, bol bol mundiya
oye tujhe pyar hai mujhse bol de 
meri chahat ka kuch mol de 
ab sharam ka ghunghat khol de diljana
tujhe pyar hai mujhse bol de 
meri chahat ka kuch mol de 
ab sharam ka ghunghat khol de diljana 
teri yaad badi tadpaye mujhe raat ko nind na aaye
o sun meri soniye
chhad zid karna, chhad zid karna 
had se gujarna oye majnu diwane   
dil nahiyo lena dil nahiyo dena
oye aashiq anjane ishq tu jane na
oye hoye baat kyu mane na aaha 
sharam mujhe aati hai aaye haye
jaan ghabrati hai  
oye tujhe pyar hai mujhse bol de 
meri chahat ka kuch mol de 
ab sharam ka ghunghat khol de diljana
teri yaad badi tadpaye mujhe raat ko nind na aaye
o sun meri soniye
chhad zid karna, chhad zid karna 
had se gujarna oye majnu diwane   
dil nahiyo lena dil nahiyo dena
oye aashiq anjane ishq tu jane na
oye hoye baat kyu mane na aaha 
sharam mujhe aati hai aaye haye
jaan ghabrati hai  
mere dil pe goriye mera bas na chale
na tadpa ab hiriye aake lag ja gale
ye duriya nahi sah sakta ke tere bin nahi rah sakta
chal hat pagle, chal hat pagle
nind se jag le kyu hai pada mere pichhe
kyu aise pakde baho me jakde 
hath pakad ke khinch pass nahi aaungi 
oye hoye dur chali jaungi aaha
dil ko dhadkaungi aaye haye 
tujhko tadpaungi   
arey dekha pehli baar to ho gaya tujhpe fida
pagal karti hai mujhe ye mastani ada 
o baliye haami bhar de tu jaldi se ha kar de    
kuch nahi jane, kuch nahi jane 
kuch nahi mane kise tujhe samjhau 
sun diljani apni kahani kaise tujhe mai sunau
dil mera darta hai mujhpe tu marta hai  
aaha na badha ye uljhan aaye haye
kar na diwanapan
tujhe pyar hai mujhse bol de 
meri chahat ka kuch mol de
ab sharam ka ghunghat khol de diljana
teri yaad badi tadpaye mujhe raat ko nind na aaye
o sun meri soniye
chhad zid karna, chhad zid karna 
had se gujarna oye majnu diwane   
dil nahiyo lena dil nahiyo dena
oye aashiq anjane ishq tu jane na
oye hoye baat kyu mane na aaha 
sharam mujhe aati hai aaye haye
jaan ghabrati hai  
jan le janejaa meri na me hai ha
jan le janejaa meri na me hai ha

Song details

singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan

actor: Salman Khan, Kajol