Roman script

hoye sun lo ji sun lo sun lo 

hoye sun lo meri baat 

o dekho ki dekho pahli mulakat 

kahi bhul na jana 

ho kabhi dil na dukhana hoye 

aji sun lo leke mera hath 

kabhi tum kabhi tum 

chhodna sath, daga deke na jana 

ho kabhi dil na dukhana hoye 

jabse mili hain balma tose nazariya 

ho tose nazariya 

tere khayalo me, main gayi aisa 

tere khayalo me, main gayi

jabse hain dekhi tori bholi suratiya 

aha bholi suratiya 

meri halat 

hoye meri halat ajab ho gayi 

meri halat ajab ho gayi 

palbhar na chain mohe, tadpu din rain kiya 

ho kiya kaisa diwana 

ho kabhi dil na dukhana hoye 

sun lo meri baat 

o dekho ki dekho pahli mulakat 

kahi bhul na jana 

ho kabhi dil na dukhana hoye

tum na badlna kahi, duniya badl ke meri 

duniya badal ke 

dar hain ye baake sanwariya 

dar hain ye baake sanwariya 

ho ji nata lagake, gori dil me basake 

tohe dil me basake 

bhulo na 

eji bhulo na saari umariya 

bhulo na sari umariya 

karke ikrar naahi karna inkar 

hansake na rulana 

ho kabhi dil na dukhana hoye 

sun lo meri baat 

o dekho ki dekho pahli mulakat 

kahi bhul na jana 

ho kabhi dil na dukhana hoye

Explore this song