Roman script

sun le jamin aasman ke khuda

sunle are do jahan ke khuda

tune na suni to meri kaun sunega

aaj na mani to khuda kaun kahega

raham farma deke hai rahim tera naam

karam farma deke hai karim tera naam

sun le jamin aasman ke khuda

sunle are do jahan ke khuda

tune na suni to meri kaun sunega

aaj na mani to khuda kaun kahega

hote huye tere koi darbadar hua

tute hai sahare tu sahara ban ja

hote huye tere koi darbadar hua

tute hai sahare tu sahara ban ja

sun le jamin aasman ke khuda

sunle are do jahan ke khuda

tune na suni to meri kaun sunega

aaj na mani to khuda kaun kahega

dekh meri duniya bhi viran ho gayi

ye to bata teri khudai khush ho gayi

sun le jamin aasman ke khuda

sunle are do jahan ke khuda

tune na suni to meri kaun sunega

aaj na mani to khuda kaun kahega

maula meri kashti ko tu paar laga de

kya tera bigde jo tu bigdi bana de

maula meri kashti ko tu paar laga de

kya tera bigde jo tu bigdi bana de

sun le jamin aasman ke khuda

sunle are do jahan ke khuda

tune na suni to meri kaun sunega

aaj na mani to khuda kaun kahega

charo taraf ghere huye maut ke saye

tere siwa garibo ko kaun bachaye

sun le jamin aasman ke khuda

do jahan ke khuda

do jahan ke khuda

rok de rok de rok de

Explore this song