Roman script

diya na bujhao mere ghar ka mere takdir ke malik 
sun le pukar aayi aaj tere dwaar leke aansuo ki dhar mere sanwre

main to ek bhikh maangu tose faila ke hath re 
sun le pukar aayi aaj tere dwaar leke aansuo ki dhar mere sanwre
binti karu tose jag ki khwaiya dub na jaye meri aasha ki nayiya 

kisko dikhau jake dard main apna koi nahi mera krishn kanhaiya 
kisko dikhau jake dard main apna koi nahi mera krishn kanhaiya
sun le pukar aayi aaj tere dwaar leke aansuo ki dhar mere sanwre
maine prbhu aaj tak kuchh nahi maanga 
aaj to daan de de apne daya ka badle mein chahe meri jaan bhi le le 
bacha le sahara data is dukhiya ka is dukhiya ka 
sun le pukar aayi aaj tere dwaar leke aansuo ki dhar mere sanwre
tune jo mere dil jyoti bujhayi o duniya wale hogi teri hasayi 

aesa bhalayi ka jo badla milega kabhi na mitegi teri jag se burayi
sun le pukar sun le pukar sun le pukar sun le pukar

Song details

Song video

Watch on YouTube